Hi Guys and
friends aap sabhi ko mera pyar bhara dil se Salam and Namashkar.
Dosto. Aaj ham apko ek aisi disease (बीमारी) ke bare mai btane ja rahe hai. Jo normally
logo me ho jati hai.
Aaj ke zamane m sabhi Log apni health ko le kar
bahut pareshan rehte hain. To friends hamne apko iss Disease (बीमारी) ke bare me jankari dena zaruri samjha.
(Hypertension)
Kya hai ?
Disease (बीमारी) hai (Hypertension).
Hypertension ek bahut hi Danger or khatarnak bimari hai.
Kuch logo ko to pata bhi nahi hoga ki Hypertension
se kitna khatra ho sakta hai. Hypertension se logo ki jaan bhi ja sakti
hai.
Agar kisi viyakti ka B.P. (blood pressure)(
i) ki volume normal se 140 mm Hg. (systolic pressure) ya isse bhi upar ho jaye
Aur (diastolic pressure ) 90 mm Hg. ya usse bhi upar ho jane ki kiryaa ko HYPERTENSION
kehte hain.
(Hypertension)
se Kya Ho sakta hai…?
Dosto Hypertension ke hone se viyakti ki death bhi ho
sakti hai.
To dosto
isse bachne ke ke kuch khas tips ham apko batane wale hain. Aur ye kis kis
wajah se ho sakta hai. Uske bare me bhi apko bataynge. To aaiye dosto pehle
iske kuch cause ham apko batate hain. Jo apko healthy hone me Aur isse bachne me
help karenge...
(Hypertension)
kyu Hota hai… क्यूँ होता है ?
· Familial history
(Ghar ki tention).
· Obesity (Motapa).
· Alcohol
ingestion (Madira saven).
· Smoking
· Mental
stress...etc.
To ye the
dosto viyakti ko effective karne wale kaaran. To dosto inse jitna ho sakta hai
utna bachne ki koshish karna.
(Hypertension) ki investigation
(जाँच).
Aur ab ham iske
investigation (जाँच) ke bare me jankari denge kyunki
bina investigation ke ham patients ko Handle nahi kar sakte or patient (मरीज) ki jaan bhi nahi bacha sakte.
Jaisa ke aap jante hai ki
kisi disease (बीमारी) ko rokne or
uske achhe treatment ke liye kuch diagnosed (seva) ki b zarurat hai.
Iske Liye
Kuch khas tests...
·
ECG.
·
X-RAY.
·
BLOOD Sugar Studies.
·
B.P check up per day.
To ye thi dosto tests ki kuch jankariyan.
(Hypertension)
Se Bachne ke khas tips- से बचने के खास
उपाए|
Aaiye ab ham apko isse bachne ke kuch khaas or
gharelu tips ham apko btate hai.
Sabse pehle hame apne ghar me first and box
rakhna bahut zyada zaruri hai. Aur usme kuch khaas Aur zaruri Medicine
ka hona zaruri hai. Kyu ki Emergency me Doctor. Ke pas Lejane se pehle aap apne
ghar me rakhi medicine ka use kar ke patient ki jaan ki bacha sakte hain.
Jese ki kuch khas
medicine...
·
Paracetamol ( fever ke liye)
·
Or diclofenac (dard ke liye)
·
Tramadol (dard ke liye)
Aur inke
alawa
·
Beta bloker,
·
Atenolol,
·
Propranolol,
·
Calcium channel blockers,
·
Nifedipine etc.. tablet deni chahiye.
Ø Aur ye medicine
first and Box me honi chahiye.
Ø Hame patient. (मरीज़) Ke B.P ko kam karne ke liye dite ka khaas khayal rakhna chahiye.
Ø Dite me kam
namak mirch daal kar dena chahiye.
Ø patient. (मरीज़). Ko khuli hawa me letana chahiye.
Ø patient. (मरीज़). Ka room uss jagah hona chahiye jaha Air (हवा) Aasani se ander
aa jaa sake.
Ø Aur patient. (मरीज़). Ke room ki sari khirki darwaze khol dene chahiye.
Ø Or esi condition
me patient. (मरीज़). Ke paas logo ko jama nahi krna
chahiye.
Ø Or Patient ka
B.P ko time time par check karte rehna chahiye.
Ø Taki uski achhe
se care kar sake. Aur apne nazdiki Doctor. Ki salah zarur lain.
Ø bina Dr. Ki Salah
ke patient. (मरीज़). Ke sath chhedkhani na kare.
Ø Aur patient ke
sath normal behave kare.
To ye the dosto hamari aaj ki khaas or khaas
baate. Kyuki kisi ne kya khoob kaha h ki
* Health is Wealth *
To friends Khush rahiye or Healthy rahiye. Aaj
ke liye itna hi kafi wese dosto aaj ki hamari ye Article thora Long ho gaya hai.
Batane ko to bahut kuch tha par zyada se short kar ke is Article ko banaya gaya
hai. Taki Apka bhi kam time lage or aap apni Health ko achhe se rakh
sake.
Apse jaldi Mulaqat hogi ek new Article ke Sath
tab tak ke liye Bye Bye. Fir Milenge
Take care
and thank you friends…..

Comments
Post a Comment