Hi guise and Friends aap sabhi ko mera piyar bhara dil se
Salam and Namashkar.
Friends ham apko health se related jankari or disease se bachne ka
important Tips btane ja rhe hai
Aiye to ab jante h.
(Asthma disease ke bare mai)
Asthma k esi disease (beemari) hai jo normally logo me ho jati h
bohat kam logo ko iske iske effects ke bare me pta hoga.
Aaiye ham btate h isse bachne or iske effects
ke bare me.
Pehle to
dekhiye hame ye janna hoga ki Asthma disease kis type ka h yeh ek Airway
disease hai jo doroo ke roop me failti hai.
Asthma Kitne
Type Ka Hota hai,
Asthma 3 Types ka hota hai…
·
Allergic Asthma.
·
Non allergic Asthma.
·
Mixed Asthma.
Asthma Ki Pehchan…
Aaiye ab ham issue kuch Clinical features (Yani ke iski kuch Pehchan)
btate Hain.
·
Cough ( खासी )
·
Wheezing respiration ( सासं के साथ आवाज सुनाई देना )
·
Tachycardia ( दिल
धड़कन )
·
Respiratory distress ( सासं लेने मे रूकावट )
·
Chest tightness ( छाती का कड़ा होना )
Asthma se Bachne ke Khas Tips
Aaiye ab ham btate hai isse bachne ki kuch khas Tips…
·
Patient ko pehle achhi tarha dekh lena chaye taki pt. Ki
achhe se care ki ja sake.
·
Pt. Ki vital sign ko achhi tarha se or baar baar
check krna chahiye.
·
Pt ko medical se turant medicine (Bronkodilator) dena chahiye.
·
Pt. khuli hawa m lita dena chahiye Ager possible ho to Oxygen
dena chahiye.
·
Pt. Ko Monitor krna chahiye.
·
Pt . Ko dekh kr Ghabrana nhi chahiye.
·
Or Pt ko bhi normal hone ka dilasa dena chahiye.
·
Pt. Agar smoking krta h to usko avoid (chorna) krne
ko kehna chahiye.
·
Pt. Ko jis cheez se allergy h to usko usse door rhna
chahiye.
·
Alcohol ka bhi use nhi krna chahiye.
Friends ye thi hamari aaj ki disease se related jankari isse tarha
ham apko health se related jankari dete rhe ge.
Thank you. Bye bye and take care

Comments
Post a Comment